
Qurbani Ke Masail 2025 EP#02 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
No se pudo agregar al carrito
Add to Cart failed.
Error al Agregar a Lista de Deseos.
Error al eliminar de la lista de deseos.
Error al añadir a tu biblioteca
Error al seguir el podcast
Error al dejar de seguir el podcast
-
Narrado por:
-
De:
Acerca de esta escucha
In this special episode (22 May 2025 | 1446 Hijri), Mufti Tariq Masood addresses detailed and practical questions related to Qurbani.
(0:00) Intro
(0:06) Purpose of these special Qurbani episodes — 22nd May 2025 / 1446 Hijri
(0:39) Haram aamdani walay ko gaaye ke hissay mein shamil karna — Jaiz hai?
(1:08) Oont ki Qurbani mein 7 hissay ya 10?
(1:16) Shirk karne walon ke saath Qurbani karna — Sharai ruling
(2:52) Biwi ki taraf se shohar ka Qurbani karna
(3:26) Ghar mein sabki taraf se ek Qurbani kaafi hai?
(6:00) Paaye ka taqseem — Hisse walay janwaron mein kaise karein?
(6:48) Qurbani wajib hai ya sunnat?
(7:40) Qurbani ke gosht ke 3 hissey karna lazmi hai?
(8:26) Kya Qurbani ka gosht store kar sakte hain?
(8:44) Ghair Muslim ko Qurbani ka gosht dena — Jaiz hai?
(8:52) Eid ki namaz se pehle Qurbani karna — Sahi hai?
(9:44) Agar Qurbani ka janwar mar jaye to kya karein?
(10:08) Nabaaligh aulad ki taraf se Qurbani karna
(10:29) Bhains ki Qurbani jaiz kyun hai?
(12:36) Agar janwar chori ho jaye to kya hukum hai?
(13:05) Qurbani ke janwar mein Aqiqah karna
(13:26) Qurbani ka janwar bechne ki niyyat se kharidna?
(15:51) Qurbani ki niyyat se janwar paalna — Sharai niyyat ka asar
(16:08) Khulasa
(16:23) Janwar ki minimum umr kya honi chahiye?
(16:44) Gold holder par Qurbani wajib hai?
(17:00) Kaan, dum ya seeng kata janwar — Kya Qurbani jaiz hai?
(17:22) Fixed deposit rakhne walon par Qurbani farz?
(17:44) Qurbani aur Zakat ke nisaab mein farq kya hai?
(18:30) Aqiqah ki wajah se Qurbani chhodna — Kya yeh theek hai?
(18:39) Langray ya kaany janwar ki Qurbani — Sharai ruling
(19:00) Hajj/Qurbani vs gareeb ki shaadi — Kya behtar hai?
(19:14) Qarz le kar Qurbani karna — Jaiz hai?
(19:24) Agar 70 hazar ka mobile le sakte hain to Qurbani kaise chhodein?
(20:48) Isaal-e-Sawab ke liye Qurbani — Kya yeh sunnat hai?
(20:54) Kya janwar khud zabah karna zaroori hai?
(21:25) Qarzdar Qurbani kar sakta hai?
(21:40) Plot ke malik par Qurbani wajib hoti hai?
(21:59) Kharab thaan wale janwar ki Qurbani — Sharai jawaz
(22:08) Hamila bakri, gaaye ya dumbi — Kya Qurbani jaiz hai?
(24:43) Janwar ke maasoom bachay ka kya qasoor?
(25:36) Agar Qurbani ka janwar gum ho jaye to kya karna chahiye?
(26:56) Mufti sb ki naseehat — In khaas Qurbani episodes ke baare mein final words
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.