Ek Sipahi Jo Ban Gaya Kranti Ka Nayak Podcast Por  arte de portada

Ek Sipahi Jo Ban Gaya Kranti Ka Nayak

Ek Sipahi Jo Ban Gaya Kranti Ka Nayak

Escúchala gratis

Ver detalles del espectáculo

Acerca de esta escucha

Ashutosh Rana ki awaaz mein, suniye 1857 ki Kranti ke pratham veer, Mangal Pandey, ki kahani, jo Bharat ke itihas mein ek nayi subah ka aaghaz ban gayi. Yeh kahani shuru hoti hai Bairakpur Chhavni se, jahan East India Company ke naye kartoos sipahiyon ke liye maut ka paigam ban gaye. Naye kartooson mein gai aur suar ki charbi ka istemal hota tha, jo Hindu aur Muslim dharm ke sipahiyon ke liye apmaan ki baat thi. Jab yeh baat Mangal Pandey aur unke saathiyon tak pahunchi, unhone is atyachar ka khul kar virodh karne ka faisla kiya. Aisi aur kahaniyon ke liye sunte rahiye Fever Stories.
Todavía no hay opiniones