SUNOH MERI JAAN WITH JOY Podcast Por JOYDIIP GHOSH arte de portada

SUNOH MERI JAAN WITH JOY

SUNOH MERI JAAN WITH JOY

De: JOYDIIP GHOSH
Escúchala gratis

Acerca de esta escucha

Life is a journey filled with challenges, experiences and mysteries. For a meaningful journey, we all need to pack our luggage judiciously. Sunoh Meri Jaan with Joy is my initiative to ensure that your luggage is properly packed with all the right items in it that would help you enjoy your journey of life and also ensure that you reach your deserved and rightful destination. I assure you that this journey would be fun-filled and fulfilling at the same time. I want to be the trusting voice that helps you seek inspiration from the world of literature, entertainment, business and much more!JOYDIIP GHOSH Desarrollo Personal Éxito Personal
Episodios
  • Zindagi Ka Suitcase | Patch Adams | Power of Compassion | The Motivational Podcast I #107
    May 25 2025

    "Compassion is not just a feeling, it’s an action."

    – Dr. Patch Adams

    Is episode mein aap jaanenge the unbelievable journey of Dr. Patch Adams – a doctor who turned laughter into medicine, love into treatment, ek doctor jinhone free healthcare ko apna mission bana liya! Despite depression, battles with the system, and countless challenges, he proved to the world that "kindness is the greatest cure."- theek Munna Bhai MBBS ki tarah 😊💡 Listen to:
    ✔️ The time he attempted suicide at 18
    ✔️ How he started laughter therapy despite being mocked in medical school
    ✔️ His dream of building a free hospital (Gesundheit! Institute) and the struggles
    ✔️ How Robin Williams got inspired to make the ‘Patch Adams’ movie
    ✔️ Heart-touching real stories – How a smile changed a cancer patient’s life!

    🎧 Is episode ke baad aap zaroor samjhnege: "Why humanity is greater than any disease?"

    Tune in now to "Sunoh Meri Jaan with Joy" aur apni zindagi ko ek nayi disha dein! 🚀


    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠sunohmerijaanwithjoy@gmail.com ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!


    #PatchAdams #DrPatchAdams #InspirationalPodcast #MotivationalPodcast #SelfHelp #SunohMeriJaanWithJoy #Compassion #PowerOfCompassion #HealthcareHeroes #FreeHealthcare #LaughterIsMedicine #RobinWilliams #MunnaBhai #BollywoodInspired #MentalHealthAwareness #OvercomingDepression #TrueStories #RealLifeHero #MedicalRevolution #Humanity #PodcastIndia #HindiPodcast #JoyOfGiving #HealingThroughLaughter #GesundheitInstitute

    Más Menos
    21 m
  • Zindagi Ka Suitcase | John Nash | Power of Resilience | The Motivational Podcast I #106
    May 18 2025

    "Do not judge me by my success, judge me by how many times I fell down and got back up again."

    - Nelson Mandela 🌟

    🎧 Sunoh Meri Jaan with Joy (सुनो मेरी जान with Joy) ke naye episode mein suniye ek aisi dastaan jo aapke dil ko chhoo legi aur aapko himmat se bhar degi!

    Iss baar hum lekar aaye hain Nobel laureate Dr. John Nash ki zindagi ki ankahi anokhi kahani – ek legendary mathematician 🧠 jinhone Schizophrenia jaisi gambhir mansik chunauti ka saamna kiya, lekin kabhi haar nahi maani. Unki zindagi, 'A Beautiful Mind' se bhi zyada खूबसूरत aur jazbaati thi.

    Kaise ek chamakta sitara 🌠 andheron mein kho gaya aur phir apni hi himmat aur atoot pyaar ke sahare uss andhere ko cheer kar bahar nikla? Kaise 'Nash Equilibrium' dene wala dimaag khud apni zindagi ka equilibrium dhundhta hai? aap is episode mein sunn sakte hain.

    Is khaas episode mein jaaniye:

    • ✨ John Nash ki shuruaati pratibha aur unki alag soch.
    • 🌪️ Schizophrenia se unki 30 saal lambi jaddojehad aur uss dauran unke anubhav.
    • ❤️ Unki patni Alicia Nash ka atूट saath aur pyaar ki taaqat.
    • 🏆 Mushkilon se ladhkar Nobel Prize aur Abel Prize jeetne tak kaप्रेरणादायक safar.
    • 💪 Resilience (दृढ़ता) ka asli matlab aur use apni zindagi mein kaise apnayein.

    Agar aap bhi zindagi ki chunautiyon se ladhna aur jeetna chahte hain, toh yeh episode aapke liye hi hai! John Nash ki kahani aapko dikhayegi ki insani jazbe ki taaqat kya hoti hai. ❤️‍🔥

    Tune in now to "Sunoh Meri Jaan with Joy" aur apni zindagi ko ek nayi disha dein! 🚀

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠sunohmerijaanwithjoy@gmail.com ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    #SunohMeriJaanWithJoy #JohnNash #ABeautifulMind #Resilience #PowerOfResilience #Inspiration #Motivation #MentalHealthAwareness #NeverGiveUp #HindiPodcast #PodcastIndia #InspiringStories #OvercomingAdversity #Mathematics #NobelPrize #TrueStory #ज़िन्दगी #प्रेरणा #हिम्मत #मानसिकस्वास्थ्य

    Más Menos
    25 m
  • Zindagi Ka Suitcase | Karam Singh | Power of Patriotism | The Motivational Podcast I #105
    May 11 2025

    "Patriotism means supporting your country all the time, and your government when it deserves it."

    - Mark Twain

    Doston aaj kal ke is badhte huye tanaav ke beech Lance Nayak Karam Singh ki iss asadharan kahani ko sunna iske baare mein janna ek zaroorat hai. 1948 ke Bharat-Pak yuddh ke dauran unki adbhut bahaduri aur manavta ko jaaniye, jahan woh bhari mushkilon ke saamne ek atoot shaktibankar khade rahe. Yeh shaktishali episode deshbhakti ki gehrai, ekta mein milne wali taqat aur ek vyakti ke apne rashtra aur saathiyon ke liye diye gaye gehre balidaan ki ek bemisaal kahani hai.
    Toh aap bhi seva aur bahaduri ko samarpit ek jeevan se prerit hone ke liye taiyaar ho jaaiye. Let’s deep dive into the life of an extraordinary, brave Indian Army officer!

    🎧 Listen Now!

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠sunohmerijaanwithjoy@gmail.com ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!


    #KaramSingh #IndiaPakistan #IndianArmy #BhartiyaSena#AsliHero #ParamVeerChakra #Brevery #PrernadayakPodcast #HindiPodcast #Inspiring#Motivation #Selfhelp #SunohMeriJaan #Sunoh MeriJaanwithJoy #Bharat #India

    Más Menos
    16 m
adbl_web_global_use_to_activate_T1_webcro805_stickypopup
Todavía no hay opiniones