Zindagi Ka Suitcase- Dr. Christiaan Barnard | Power of Science and Compassion | The Motivational Podcast I #102 Podcast Por  arte de portada

Zindagi Ka Suitcase- Dr. Christiaan Barnard | Power of Science and Compassion | The Motivational Podcast I #102

Zindagi Ka Suitcase- Dr. Christiaan Barnard | Power of Science and Compassion | The Motivational Podcast I #102

Escúchala gratis

Ver detalles del espectáculo

Acerca de esta escucha

"Every life saved is a testament to the power of hope."

- Dr. Christiaan Barnard

Aiye doston is khaas episode mein us insaan ki zindagi se inspiration letein hain jinhone dil ko dhadhakne ka wohbeedha uthaya jssse poori manavta ko ummend mili. Yeh ummend ki dil ke fail karne ke baad bhi insaan ko bachaya jaa sakta hai, dil ko phir se dhakyaa ja saakta hai, kisi aur dil ke sahare!

Is khaas episode mein jaante hai kaise Dr. Christiaan Barnard ne science se, compassion se poore mankind ko heal kiya!Ismasterclass ko aap miss nahi kijiyega!

Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠sunohmerijaanwithjoy@gmail.com ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

Disclaimer:

Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

adbl_web_global_use_to_activate_T1_webcro805_stickypopup
Todavía no hay opiniones