Ask Mufti Tariq Masood Podcast

By: Ask Mufti Tariq Masood
  • Summary

  • Ask Mufti Tariq Masood Podcast features renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood, a qualified ‘Alim’ with expertise in Fiqh, Tafsir, and Hadith. He holds a Takhasus fil Fiqh from Jamia Tur Rasheed and is authorized to give Fatwah.

    In this podcast, Mufti Tariq Masood answers your pressing questions about Islamic teachings and daily life challenges, covering topics like shadi, khandani masail, and maal o daulat. Mufti Sahab's engaging Bayans (Lectures) provide practical Islamic guidance for modern Muslims.

    How to ask a question to mufti tariq masood? Message +1 (346) 558 7985 to ask, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more info. Listen to the Ask Mufti Tariq Masood Podcast for valuable insights that can transform your life.

    contactsofion@gmail.com


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    SOFI
    Show more Show less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • Ask Mufti Tariq Masood | 161st Session - Masail Ka Hal
    Jan 12 2025

    (0:00) Intro

    (0:01) Bhabhi, maami waghera rishtedaron se kitna taluq zaroori hai?

    (2:15) Iddat ke doran kya parda lazim hai?

    (5:15) Janwar ki rooh kahaan jaati hai?

    (6:41) “Harkat mein barkat hai” ka kya matlab hai?

    (8:02) Qadianiyon ko cheez farokht karne ka hukm kya hai?

    (10:13) Kaunsa firqa ikhtiyar karein?

    (11:55) Jamaat mein jorh kar zindagi guzarni chahiye?

    (14:21) Soofiya-e-kiraam ke lataif ki kya haqeeqat hai?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    30 mins
  • Ask Mufti Tariq Masood | 160th Session - Masail Ka Hal
    Jan 11 2025

    (0:00) Intro

    (0:01) Chehre ke baal khatam karne ka wazifa?

    (0:33) Deewar se mashwara karne ka matlab?

    (1:10) Soodi qarz ka zariya banne se gunaah hoga?

    (2:04) Mutallaqah pukarne se talaq ka hukm?

    (5:27) Baalon ko color karne ki sharai haisiyat?

    (6:33) Bala talne ke liye sadqa aur khalis sadqa mein farq?

    (7:57) Kya zindagi mein kisi ke liye sadqa jariya kar sakte hain?

    (8:53) Pak hone ke ghusl ke baad 2 rakat parhna?

    (9:38) Naya Muslim agar be-amal ho to shadi ka hukm?

    (14:20) IMPORTANT QUESTION - Shadi mein larki walon ki be-ja sharaait?

    (20:16) Water pool mein nahane ke baad kya dobara wudu karna zaroori hai?

    (23:16) Picnic point ke water pools pak shumaar honge ya napaak?

    (25:02) Dr. Zakir Naik aur 3 talaqein?

    (26:15) 3 witr ka saboot?

    (28:57) Baap ne zindagi mein kisi beti ko plot diya ho to ismein wirasat jari hogi?

    (30:23) Kya maa, daadi waghera ki bad-dua lagti hai?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    32 mins
  • Ask Mufti Tariq Masood | 159th Session - Masail Ka Hal
    Jan 10 2025

    (0:00) Intro

    (0:01) Dr Farhat Hashmi ke lectures sunna

    (2:50) Kya Shab-e-Meraj mein didar-e-Ilahi hua tha?

    (6:28) Jamaat ki sunnaton ki sahi tadaad

    (7:15) Wudu ke dauran, daanton se khoon nikle to kya hukm hai?

    (8:17) Napaak Carpet khushk ho gaya to gila paon lekar chal sakte hain?

    (9:36) Drama dekhne se kya wudu toot jata hai?

    (10:18) Lakoria mein har baar kapra pakarna hoga?

    (11:40) Namaz aur tilaawat ka tareeqa?

    (13:19) Umrah mein do tawaf karne ka hukm?

    (14:20) Mushtarka ghar ka kiraya kaise taqseem hoga?

    (17:26) Saas ya susar se haath milane ka kya hukm hai?

    (21:12) Sajde mein dua ka tareeqa?

    (23:01) Asr ki namaz ka makrooh waqt kaunsa hai?

    (24:37) Kya chachi ki beti ka mere bare bhai ke sath rishta ho sakta hai?

    (27:06) Aurat ka YouTube channel banana

    (29:26) Shohar ki doosri shadi ho to iddat adhi hogi?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    31 mins

What listeners say about Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.